Qadam qadam pay lutf hum uthany lag gaye Hayaat haadsay haseen bananay lag gaye Miyan kisi ne di nagar basanay ki sada Nikal ke dasht se so majnu anay lag gaye Tumhen jo manzilain bohat hi aasan hain lagi Woh panay mein hamein to hain zamane lag gaye Jee dasht mein hamara jis samay laga nahi To nat naye deyaar …
Read More »Jab Shehr Ke Lo Na Rasta
Jab Shehr Ke Lo Na Rasta Den Kyun Ban Mein Na Ja Basram Kare Dewaano Ki Si Na Baat Kare Tu Aur Kare Dewana Kya
Read More »Tujhe jo Maloom hotey
Tujhe jo Maloom hotey Wafa k Rasm-o-rivaaj Saarey Mohabaton me humara Qissa Misaal hota, Kamaal hota
Read More »Ab apni yaadon se
Ab apni yaadon se humein rihayi de Humein har jagah na dikhayi de
Read More »Aey Mohabat Tere Anjaam
Aey Mohabat Tere Anjaam Pe Rona Aya Jane Kun Aaj Tere Naam Pe Rona Aya
Read More »Aaj ik aur baras beet gya
Aaj ik aur baras beet gya us ke beghair Jis ke hoty hoye hoty thy zamane meray
Read More »Bety hain apny baap ki
Bety hain apny baap ki jageer ke raqeeb Wo ghar bhi koi ghar hai jis main betian na hon
Read More »Wafa Tujh Se Aey Bewafa Chahta Hun
Wafa Tujh Se Aey Bewafa Chahta Hun Mere Sadgi Dekh Kya Chahta Hun
Read More »Hain shair tere shusta
Hain shair tere shusta, lab o lehja haseen hai Par kya hai ke yeh murda paraston ki zameen hai Ae sehmi kasak too ne mera sath diya hai Hamdard meri tu hai, tu hi dil ki maken hai Jo charb zuba us ko pazeerai mili hai Aur asal jo fankar hai woh gosha nashen hai Mahsoos kiya us ke rowiye …
Read More »Basti mein ab koi ghar roshan nahi hai
Basti mein ab koi ghar roshan nahi hai Dukh yeh hai logon ko bhi uljan nahi hai So charaghoon ko jala rakha hai lekin Ghar hai ke phir bhi sun-hwa roshan nahi hai Chore satke ho mujhe is baar sach mein Ab ke mujh ko bhi koi uljan nahi hai Yaad mein teri jala hai raat din yeh Khanah dil …
Read More »