4 Line Poetry

Mataa Looh O Qalam Chinh Gayi

Mataa Looh O Qalam Chinh Gayi To Kya Gham Hai Ke Khoon Dil Mein Dabo Li Hain Unglian Main Ne Zuban Pay Mohar Lagi Hai To Kya Ke Rakh Di Hai Har Aik Halqa Zanjeer Mein Zuba Mein Ne

Read More »

Sultan Ban Kar Aya Kar

Tujhay Kis Ny Kaha Anjan Ban Kar Aya Kar Mere Dil Ke Ainay Mein Mehman Ban Kar Aya Kar Pagal Aik Tujhko Hi To Bakhshi Hai Dil Ki Hakoomat Ye Teri Saltanat Hai Sultan Ban Kar Aya Kar

Read More »

Khamosh Raaton Main Jo

Khamosh Raaton Main Jo Dharkenain Bakheri Thi Main Un Ko Lari Main Pro Ke Laya Hun Tu Un Ko Sirf Uchati Hoyi Nazar Se Na Dekh Keh Main Sitaron Se Lar Kar Zameen Pe Aya Hun

Read More »