Ahmad Faraz Shayari

Aisa hai ke sab khawab musalsal nahi hotay

Aisa hai ke sab khawab musalsal nahi hotay Jo aaj to hotay hain magar kal nahi hotay Andar ki fizaon ke krshme bhi ajab hain Meen toot ke barsay bhi to baadal nahi hotay Kuch mushkilain aisi hain ke aasan nahi hoten Kuch aisay muamay hain kabhi hal nahi hotay Shayastagi gham ke sabab aankhon ke sehraa Nmnak to ho …

Read More »

Bohat haseen sahi teri aqidaton ke ghulaab

Bohat haseen sahi teri aqidaton ke ghulaab Hussain tar hai magar har gul-e khayaal tra Hum aik dard ke rishte mein munsalik dono Tujhay aziz mra fun, mujhe jamal tra Magar tujhay nahi maloom qurbaton ke alum Tere nigah mujhe fasloon se chahti hai Tujhay khabar nahi shayad ke khalwaton mein meri Lahoo aglti hui zindagi krahti hai Tujhay khabar …

Read More »

Kaha Tha Kis Ney Ke Ehd e Wafa

Kaha Tha Kis Ney Ke Ehd e Wafa Karo Us Se Jo Yun Kiya Hai To Phir Kyun Gilah Karo Us Se Naseeb Phir Koi Tqrib Qurb Ho Ke Nah Ho Jo Dil Mein Hon, Wohi Bateen Kaha Karo Us Se Yeh Ehley Bazm Tanak Hosla Sahi Phir Bhi Zara Fasana Dil Ibtida Karo Us Se Yeh Kya Ke Tum …

Read More »

Ab Ke Ham Bichre Tu Shayad

Ab Ke Ham Bichre Tu Shayad Kabi Khwabon Mai Milain Jis Tarah Sukhe Hoye Phol Kitabon Mai Milain Dhond Ujre Hoye Logo Mai Wafa K Moti Ye Khzane Tuje Mumkin Hai Khrabon Mai Milain Gham-e Dunya Bi Gham-e Yar Mai Shamal Kar Lo Nisha Barhta Hai Shrabain Jo Shrabon Mai Milain Tu Khuda Hai Na Mera Ishq Farishton Jesa Dono …

Read More »

Teri Baatain Hi Sunane Aye

Teri Baatain Hi Sunane Aye Dost Bhi Dil Hi Dukhane Aye Phol Khilte Hain Tu Ham Sochte Hain Tere Aane Ke Zamane Aye Aesi Kuch Chup Si Lagi Hai Jese Ham Tuje Haal Sunane Aye Ishq Tanha Hai Sar-e Manzil Gham Kon Ye Bojh Uthane Aye Ajnabi Dost Hamain Dekh Keh Ham Kuch Tuje Yaad Dilane Aye Dil Darhakta Hai …

Read More »