Akbar Allahabadi Poetry

Dunya Mein Hun Dunya Ka Talabgar Nahi Hun

Dunya Mein Hun Dunya Ka Talabgar Nahi Hun Bazar Se Guzra Hun Khredar Nahi Hun Zinda Hun Magar Zeesat Ki Lizzat Nahi Baqi Har Chand Ke Hun Hosh Mein Hushyar Nahi Hun Is Khan-E Hasti Se Guzar Jaon Ga Be Loss Saya Hun Faqat Naqsh Be Dewaar Nahi Hun Afsurda Hun Ibrat Se Dawa Ki Nahi Hajat Gham Ma Muje …

Read More »

Aankh Un Se Jo Milti Hai Tu Kya Kya Nahi Hota

Ghamza Nahi Hota Ke Ishara Nahi Hota Aankh Un Se Jo Milti Hai Tu Kya Kya Nahi Hota Jalwa Naho Maani Ka Tu Surat Ka Asar Kya Bulbul Gul Tasweer Ka Sheeda Nahi Hota Allah Bachaye Mar-E Ishq Se Dil Ko Sunte Hain Ke Ye Aarza Acha Nahi Hota Tashbeh Tere Chehre Ko Kya Dun Gul-E Tar Se Hota Hai …

Read More »