Allama Iqbal Poetry

Zahir Ki Aankh Se Nah Tamasha Karay Koi

Zahir Ki Aankh Se Nah Tamasha Karay Koi Ho Dekhna To Deedaa Dil Wa Karay Koi Mansoor Ko Howa Lab, Goya Payam Mout Ab Kya Kisi Ke Ishhq Ka Daawa Karay Koi Ho Deed Ka Jo Shoq To Aankhon Ko Band Kar Hai Dekhna Yahi Ke Nah Dekha Karay Koi Main Intihaye Ishhq Hon, Tu Intihaye Husn Dekhe Mujhe Ke Tujh …

Read More »

Hazaar Khauf Ho Lekin Zuban Ho Dil Ki Rafeeq

Hazaar Khauf Ho Lekin Zuban Ho Dil Ki Rafeeq Yahi Raha Hai Azal Se Qalandron Ka Tareeq Hajhoom Kyun Hai Ziyada Sharaab Khanaay Mein Faqat Yeh Baat Ke Peer Maghaan Hai Mard Khaleeq Ilaaj Zauf Yaqeen Un Se Ho Nahi Sakta Ghareeb Agarchay Hain Raazi Ke Nuqta Haye Daqeeq Mureed Saada To Ro Ro Ke Ho Gaya Taib Khuda Keray …

Read More »