Faiz Ahmad Faiz Poetry

Hum ne sab shair mein sanware thay

Hum ne sab shair mein sanware thay Hum se jitne sukhan tumahray thay Rang o khushbu ke husn o khoobi ke Tum se thay jitne istaaray thay Tairay qoul o qarar se pehlay Apne kuch aur bhi saharay thay Jab woh laal o gohr hisaab kiye Jo tre gham ne dil pay waaray thay Mere daman mein aa giray saaray …

Read More »

Ae naye saal bta, tujh mein naya pan kya hai ?

Ae naye saal bta, tujh mein naya pan kya hai ? Har taraf khalq ny kyun shoar macha rakha hai Roshni din ki wohi taron bhari raat wohi Aaj hum ko nazar aati hai har aik baat wohi Aasman badla hai afsos, na badli hai zamee Aik hindsay ka badalna koi jiddat to nahi Aglay barson ki terhan hon ge …

Read More »