Funny Shayari in Urdu

Jab Bhi Walid Ki Jafa Yaad Ayi

Jab Bhi Walid Ki Jafa Yaad Ayi Apny Dada Ki Khata Yaad Ayi Jis Ne Dhoya Sar-e Mehfil Mujh Ko Usi Dhoban Ki Ada Yaad Ayi Ye Malawat Ka Asar Hai Yaroo Wasal Ke Sath Qaza Yaad Ayi Pehli Fursat Main Karas Bandi Le Mujhy Teri Dawa Yaad Ayi Dosri Ne Jo Sambhali Chapal Pehli Bevi Ki Wafa Yaad Ayi

Read More »