Shaakh Se Phool Ko Phir Juda Kar Diya Zakhm Pairo Ka Kisne Hara Kar Diya Ek Tukra Khushi Ka Tha Rakkha Hua Jane Kis Baat Ne Ghumz’da Kar Diya Kyun Ta’alluk Ki Buniyaad Dhehne Lagi Be-yakeeni Ko Kisne Khadha Kar Diya Pehle Manzil Dikhai Mujhe Aur Phir B’nd Charon Taraf Raasta Kar Diya Waqt Khud Apne Chehre Se Darr Ja’ga …
Read More »Hasan Nizami
Apni Ana Ke Waaste Kya Kya Nahi Kiye
Apni Ana Ke Waaste Kya Kya Nahi Kiye Rona Tha Jis Maqaam Pe Hum Muskura Diye Is Tarah Bhi Hayat-e-basar Apni Hogai Mehfil Mein Jaa Ke Hans Liye Ghar Aake Roo Liye Sar Par Hai Aasmaan Na Pairon Tale Zameen Is Haal Mein Bataiye Kab Tak Koi Jeeye Majbooriyon Ke Paon Ki Zanjeer Tum Hue Hum Bhi Tumhari Yaad Mein …
Read More »