Kal thakey haare parindon ne naseehat ki mujhe Shaam dhal jaye to Mohsin tum bhi ghar jaya karo
Read More »Mohsin Naqvi Poetry
Woh muskura ke miley bhi to kon daikhta hai?
Hajhoom shehar se hatt kar, hudood shehar ke baad Woh muskura ke miley bhi to kon daikhta hai? Jis aankh mein koi chehra nah koi aks talab Woh aankh jal ke bujhe bhi to kon daikhta hai? Hajhoom dard mein kya muskraye ke yahan Khizaa mein phool khulay bhi to kon daikhta hai? Miley baghair jo mujh se bhichar gaya …
Read More »Wafa ki kon si manzil pay
Wafa ki kon si manzil pay is ne chorra tha Ke woh to yaad hamein bhool kar bhi aata hai
Read More »Koi nai chout phir se khao! Udaas logo
Koi nai chout phir se khao! Udaas logo Kaha tha kis ne, ke muskuraao! Udas logo Guzr rahi hain gali se, phir maatami hawae Kiwar kholo, diye bujhaao! Udas logo Jo raat maqtal mein baal khole utar rahi thi Woh raat kaisi rahi, sunaaoo! Udas logo Kahan talak, baam o dar cheraghan kiye rakho ge Bicharne walon ko, bhool jao! …
Read More »Mein dil pay jabar karoon ga tujhy bhala dun ga
Mein dil pay jabar karoon ga tujhy bhala dun ga Maroon ga khud bhi thuje bhi kari saza dun ga Yeh tayragi maray ghar ka hi kyun muqaddar ho Mein tairay shehar ke saaray diye bujha dun ga Sun-hwa ka haath bataon ga har tabahi mein Haray shajar se parinday mein khud ura dun ga Wafa karoon ga kisi sogwaar …
Read More »