Tamam log akailey, koye rehbar hi na tha Bicharnay walon mein ik mera hamsafar hi na tha Barhana shakhon ka jungle gara tha aankhon mein Woh raat thi ke kahin chand ka guzar hi nah tha Tumhare shehar ki har chaon mehrbaan thi magar Jahan pay dhoop khari thi wahan shajar hi nah tha Samait layte shakista ghulaab ki khushbu …
Read More »Parveen Shakir Poetry
Woh to khusboo hai, hawaon mein bikhar jaye ga
Woh to khusboo hai, hawaon mein bikhar jaye ga Masla phool ka hai, phool kidhar jaye ga Hum to samjhay they ke ik zakham hai, bhar jaye ga Kya khabar thi ke rag e jaan mein utar jaye ga Woh hawaon ki terhan khanah bajan phirta hai Aik jhaunka hai jo aeye ga, guzar jaye ga Woh jab aeye ga …
Read More »Bas itna yaad hai
Dua to janay kon si thi Zehan main nahi Bas itna yaad hai Ke do hathelian mili hoyi thi Jin main aik meri thi or aik tumhari
Read More »Ghar Bananay Ki Arzoo
Jab Se Parwaaz Ke Shareek Miley Ghar Bananay Ki Arzoo Hai Bohat
Read More »