Bura tha ya bhala jaisa bhi tha rakha gaya tha Tumhi keh do hamara naam kya rakha gaya tha Tum apne aap mein thay barhaman, shudder thay hum hi Jbhi to beech mein yeh faasla rakha gaya tha Hamein bachpan mein dozakh aur jannat ki khabar thi Dayanat thi, ke dil mein khauf sa rakha gaya tha Nhِin tha faisla …
Read More »Rasheed Hasrat
Baloch qom ke bachy
Baloch qom ke bachy hoye hain gum aisy Har ik shakhs yahan haye satpata ke raha Bacha ke dil ki zameen ko rakha tha main ne rasheed Ghamon ka abar mery aasman py cha ke raha
Read More »Sajata Bhi Mujhy Hai
Naz us ke uthata hoon rulaata bhi mujhe hai Zulfon mein sulaata bhi, jagaata bhi mujhe hai Aata hai bohat uss pay mujhe gussa bhi lekin Pyar uss pay kabhi toot ke aata bhi mujhe hai Dar pay hai meri jaan ke, jo peechay para hai Woh dushman jaan dostoo bhaata bhi mujhe hai Anjaan bana rehta hai, bezaar dikhe, …
Read More »Hamein jo zabt ka haasil kamaal ho jaye
Hamein jo zabt ka haasil kamaal ho jaye Hamara ishq bhi jannat-e misaal ho jaye Suna hai tum ko saleeqa hai zakham bharnay ka Hamaray ghaao ka bhi indimaal ho jaye Zara si uss ke royie mein gir kami dekhen Terhan terhan ka hamein ihtimal ho jaye Chala tha khokhli karne jarrain watan ki jo Gaya hai munh ki woh …
Read More »Kash aa jaye hmain bolna pholon ki zuban
Jaanta koi nahi aaj asolon ki zuban Kash aa jaye hmain bolna pholon ki zuban Mosam gul hai khilay ap ki khushbu ke gulab Bolan aa ke phir zara jholon ki zuban Ye rawiya bhi hmain shehr ke logo se mila Phol ke munh main rakhi aj babolon ki zuban Ap ne samjha ham ne gham ka tadaruk bhi kia …
Read More »Banay phirtay hain woh fankar logo
Banay phirtay hain woh fankar logo Azal se jo rahay makkar, logo Koi kam zarf dekhlaye haqeeqat Har ik ja, har ghari har baar logo Huay hain ehley koofa ke muqallad Hamaray aaj kal ke yaar logo Rakho yeh yaad jayen bad duayen Bana toke ufq ke paar logo Maffi sir ke bil jo aa ke mangay Karoon ga mar …
Read More »Bta to di hai magar
Bta to di hai magar zeisat baar jaisi thi Tamam umar meri intezaar jaisi thi Hayaat kya thi, faqat inteshaar mein guzri Gahe thi zakham si gaahay qarar jaisi thi Mila hoa meri chaye mein raat kuchh to tha Ke shab gaye meri haalat khumar jaisi thi Tumhari yaad ki khushbu ke dairon mein raha Agarchay zard rahi, par bahhar …
Read More »Mujhe aisay tumhe na aazmana chahiye tha
Mujhe aisay tumhe na aazmana chahiye tha Bta kar hi tumahray shehar aana chahiye tha Mere har har qadam par shak ki nazrain hain tumhari Tumhe to rothney ka bas bahana chahiye tha Mere bachay gaye hain kal se picnic ka bta kar Nahi aaye abhi tak, un ko aana chahiye tha Najane kis liye tha raat sannaaton ka pehra …
Read More »Khizaan khareed ke laaye hain us ka sood bahar
Khizaan khareed ke laaye hain us ka sood bahar Magar labon pay rakhi uss ke bawajood bahar Nazar mein saya tha woh bhi hoa hai ab madoom Kahin samood hai yaar o kahin pay hood bahar Farakh dil thay jo kchche gharon mein rehtay thay Chaman mein bachpana khushbu tha khail kood bahar Jawani hum ne guzari hai dard fasal …
Read More »Yaqeen nahi to mohabbat ko aazmaata ja
Yaqeen nahi to mohabbat ko aazmaata ja Luta khuloos, wafaon ke geet gaata ja Taqaza tujh se agar kar rahi koi mumtaz Dil aagrah hai mehal iss pay too banata ja Baja ke hum ne tujhe toot kar hai saraha, par Ab iss qader bhi nahi rooh mein samata ja Nah ho ke baad mein mumkin nahi ho tairay liye …
Read More »