Urdu Ghazal Shayari

Qadam qadam pay lutf hum uthany lag gaye

Qadam qadam pay lutf hum uthany lag gaye Hayaat haadsay haseen bananay lag gaye Miyan kisi ne di nagar basanay ki sada Nikal ke dasht se so majnu anay lag gaye Tumhen jo manzilain bohat hi aasan hain lagi Woh panay mein hamein to hain zamane lag gaye Jee dasht mein hamara jis samay laga nahi To nat naye deyaar …

Read More »

Hain shair tere shusta

Hain shair tere shusta, lab o lehja haseen hai Par kya hai ke yeh murda paraston ki zameen hai Ae sehmi kasak too ne mera sath diya hai Hamdard meri tu hai, tu hi dil ki maken hai Jo charb zuba us ko pazeerai mili hai Aur asal jo fankar hai woh gosha nashen hai Mahsoos kiya us ke rowiye …

Read More »

Tere jaisa nahi koi

Tere jaisa nahi koi jo chani yeh jahan mein ne Ke to hai hoor jannat ki jo lipti hai hijaboon mein Jo khilta hai tra chehra tri muskaan se to phir Koi sani nahi hota tery jaisa gulabon mein Kahin yeh chaand sharmaa kar falak se choot nah jaye Isi khatir chupaye rakh to chehray ko naqabon mein Nasha hai …

Read More »

Baharain phir se aayegi

Baharain phir se aayengi, hawayain phir wohi hongi khizaan Mai Jo gir Gaye pattay ,dubara phir nahi hongay Kaliyan muskurayegi, sadbargh phir naye hongay Patjhad Mai murjha Gaye Jo phool, dubara phir nahi hongay Gulistaan phir wohi hoga, unhi rangoun k phool hongay Magar Jo udd gaye bulbul, dubara phir nahi hongay Kehtay hai sab, waqt badalta hai magar Mai …

Read More »

Apne aap ko dhondtay hue

Cigarette ke dhuwen mein khans raha tha main Apne aap ko dhondtay hue haanp raha tha main Sochte sochte dimagh mera band honay hi laga tha Haalat ko apni dekh kar kanp rha tha mein Ouron ke aib dekhnay mein ik umar guzri thi Ab apne garibaan mein khud jhaank raha tha main Jisay zindagi se jane ka khud mein …

Read More »

Yaqeen

Nasha koi bhi ho chorna aasaan nahi hota Gir dil mein ho azm to kya kuch nahi hota Barray se barray pahar bhi sir ho jatay hain Junoon ke agay bahana kuch nahi hota Thaan le dil mein aur kar guzar jo karna hai Baith kar pachtane se kuch nahi hota Sargoshiyon, chay migoyyon par dheyaan mat kar Sirf logon …

Read More »

aankh mein aankh daal dekha hai

aankh mein aankh daal dekha hai mein ne sara jamal dekha hai teri yaado ke aik lamhay mein mein ne guzarta saal dekha hai koi uss ke siwa na rehta ho uss ne dil tak nikaal dekha hai mein hon, tum ho aur dhair baatein hain kitna acha khayaal dekha hai sada rehne nahi yeh takhat o taaj urooj ne …

Read More »

Yar us shakhs se mulaqaat nahi ho sakti?

Jhoot se sach ki shoroyat nahi ho sakti Lehja karwa ho tu phir baat nahi ho sakti Jis ki tasveer meri aankh main har pal basi hai Yar us shakhs se mulaqaat nahi ho sakti? Yahan tu din hi tumhain dekhne se hota hai So tere hoty hoye raat nahi ho sakti Hamara dil wo bayaban raigistan hain jahan Dhoop …

Read More »

lout to aao ge, lotao ge din raat kisay

Lout to aao ge, lotao ge din raat kisay Phir muyassar bhala ayen ge yeh lamhaat kisay Khoob lagta hai abhi dais se pardes tumhen Kaam hai khoob yahan, atay hain sandis tumhen Aik din dekhna puhanche gi bohat thais tumhen Faisla kar jo chukay ho tu ijazat kaisi Main tumhain rok lun meri aesi jurrat kesi Jao tum shaad …

Read More »

Apni Kismat Ko Phir Badal Kar Dekhte Hain

Apni Kismat Ko Phir Badal Kar Dekhte Hain Aao muhabbat ko ek baar sambhal kar dekhte hain chaand taare phool shabnam sab rakhte hain ek taraf Mahboob-e-nazar pe es baar mar kar dekhte hain Jism ki bhookh to roz kai ghar ujaar deti hai Hum rooh-o-rawan ko apni jaan kar ke dekhte hain Chor dete hain kuch din ye faza …

Read More »