Jee nahi karta hai ab rehne ko pakistan mein Koy mujh ko bahar nikalu is azaab jaan se Gandagi ka dhair jagah jagah mojood hai Niklny ka dil nahi karta bahar imaan se Tooti sarkain ja baja mun chiratti hain Koy zimma daari nahi laita koy jaye jaan se Bijli pani dainay se yeh aajiz hain qoum ko Par vote …
Read More »Urdu Poetry Images
Jo be shumaar bhaid seenay mein
Jo be shumaar bhaid seenay mein samaaye betha hon Waday jo kuch mein nibhaye betha hon Woh hain ke mere naam se aashna tak naahi Aur mein dil hi dil mein inhen apna banaye betha hon Phelana chahta hon par apne fazaon mein Par dil ko gham afaq mein uljhaye betha hon Khayalon mein un ke huzoor kar chuka mein …
Read More »Ghareeb sarak par hi so gaya
Saja dia tawaif ko tum ne zar ke saij par Ghareeb sarak par hi so gaya tujhy khabar hi nahi
Read More »Khawabon Ka Gulistan Hai Tu by Rekhta Pataulvi
Khawabon Ka Gulistan Hai Tu, Armanon Ka Chaman Jannat Se Kam Nahin Hai Tu Mere Liye Watan Parbat Himalaya Azm ka Parcham kahein Jise Gang-O-Jaman Hain Pyaar Ka Sangam Kahein Jise Jharnon Se Phoote Hai Naee Ummeed Ki Kiran Jannat Se Kam Nahin Hai Tu Mere Liye Watan Gautam Raheem Naanak Aur Chishti-O-Kabeer Paighaam Laaye Pyaar Muhabbat Ka Sab Faqeer …
Read More »Sabhi aizaz chotey hain
Sabhi aizaz chotey hain tairay ahsaan ke agay Bhala yeh qoum tairay haq mein kya aizaz rakhay gi Salam ae mere quaid, Teri himmat o jurrat ko Mere mohsin teri khidmat tujhe mumtaz rakhay gi
Read More »Jitni bhi zamane – Teachers Day Urdu Poetry
Jitni bhi zamane se mujhy daad mili hai Mera imaan hai k sab baa-es ustaad mili hai
Read More »Shaam bhi ho jaye gi yeh
Shaam bhi ho jaye gi yeh, dil nashen aaye ga woh Aarzoyeen ho rahi hain jagzin aaye ga woh Pehlay bhi wadon se –apne kab kiya hai inhiraf Ab wachan jo day diya to bil-yaqeen aaye ga woh Mُrh gaya tha mourr jo pehlay kabhi ik mourr par Aakhrish thak haar kar mُrh kar wahein aaye ga woh Maanta hon …
Read More »Suna hai usakee chokhat par
Suna hai usakee chokhat par, jalay chairag mlitay hain Abhi bhi muntazir hai woh, yahi surag mlitay hain Faaslay hon ya faislay hon, unhen juda nahi karte Jinke mukhlis mohabbat mein, dil o dimagh mlitay hain Mohabbat ka aur ranjish ka, jahan aaghaz saabit hai Wahein par baat karte hain, chalo uss baagh mlitay hain Lag ke daman pay dikhalaane, …
Read More »Ik Lehar Hai Ke
Ik Lehar Hai Ke Mujh Mein Uchalne Ko Hai Zafar Ik Lafaz Hai Ke Muje Se Ada Hone Wala Hai
Read More »Likhari ko us ke likhy ki
Likhari ko us ke likhy ki gar daad nahi milti Tu us ko aur likhne ko koi baat nahi milti
Read More »