Hamary armaano se sajao, shah-e wqat aur mehal banao Apna to foot path thikana, dekh ke hmain mat sharmao
Read More »Ye Bar Bar Jo Aankhon Ko
Tu Saamne Hai Tu Phir Kyn Yaqeen Nahi Aata Ye Bar Bar Jo Aankhon Ko Mal Ke Dekhte Hain
Read More »Jhoti Qasam Se Aap Ka
Khatar Se Ya Lihaz Se Mein Maan Tu Gya Jhoti Qasam Se Aap Ka Emaan Tu Gya
Read More »Wo Marz Ishq Hi Kya
Wo Marz Ishq Hi Kya Abbas Jis Mein Jaldi Shafa Mile Kon Mange Ga Khushion Ki Dua Jis Ko Dard Mein Khuda Mile
Read More »Aa gayi yaad
Aa gayi yaad sham dhalty he Bujh gaya dil chiragh jalaty he
Read More »Bari Udas Hai Raat
Isi Khandar Mein Kahin Kuch Diye Hain Tote Hoye Inhein Se Kam Chalao Bari Udas Hai Raat
Read More »Mein dil pay jabar karoon ga tujhy bhala dun ga
Mein dil pay jabar karoon ga tujhy bhala dun ga Maroon ga khud bhi thuje bhi kari saza dun ga Yeh tayragi maray ghar ka hi kyun muqaddar ho Mein tairay shehar ke saaray diye bujha dun ga Sun-hwa ka haath bataon ga har tabahi mein Haray shajar se parinday mein khud ura dun ga Wafa karoon ga kisi sogwaar …
Read More »Dhondta phirta hon aey Iqbal
Dhondta phirta hon aey Iqbal apny aap ko Aap ki goya musafir, aap hi manzil hon main
Read More »Raste ka intikhab zurori sa ho gaya
Raste ka intikhab zurori sa ho gaya Ab ekhtataam baab zurori sa ho gaya Hum chup rahay to aur bhi ilzaam aaye ga Ab kuch nah kuch jawab zurori sa ho gaya Hum talte rahay ke yeh nobat nah anay paye Phir hijar ka azaab zurori sa ho gaya Har shaam jald sonay ki aadat hi par gayi Har raat …
Read More »Zehar de do isi bahany se
Jankani main mareez hasti hai Mangta hai dawa zamany se Chara sazon sunehri moqa Zehar de do isi bahany se
Read More »