Aawaz day ke dekh lo shayad woh mil hi jaye Warna yeh umar bhar ka safar raaygan to hai
Read More »Aaina kyun nah dun ke tamasha
Aaina kyun nah dun ke tamasha kahin jisay Aisa kahan se laon ke tujh sa kahin jisay
Read More »Baray duniya mein raho gham zada
Baray duniya mein raho gham zada ya shaad raho Aisa kuch kar ke chalo yaan ke bohat yaad raho
Read More »Baap marey sir nanga hunda
Baap marey sir nanga hunda, veer marey kund khaali Mawan baad mohammad bakhsha kon karay rakhwali
Read More »Sab se pur aman waqaya ye hai
Sab se pur aman waqaya ye hai Aadmi aadmi ko bhol gaya
Read More »Dunya to chahti hai
Dunya to chahti hai yunhi faaslay rahen Dunya ke mashwaron pay nah ja us gali mein chal
Read More »Hamein be feham jahan walay
Hamein be feham jahan walay shah kehte hain Hamaray paas hai kya khwamkhwa kehte hain Zara se log to aalam panah kehte hain Kabhi kabhi nahi kehte wagerna kehte hain Barray ajab hain marey shehar ke sukhan parwar Meri har aik hamaqat pay wah kehte hain Dareechay to hain salamat be noor kyun hain log Safaid ko bhi hamesha siyah …
Read More »Aaya hai to ruk bhi ja
Aaya hai to ruk bhi ja, jaan-e jigar baat kar Aa ab sukhan aazma, ab raat bhar baat kar Ik raat ki baat hai, barsaat ki raat hai Daikhon tri reh guzar, to hai kidhar baat kar To kyun hai mujh se khafa, yeh raah hai kyun judda Tairay liye hi hua mein dar badar baat kar Mein hon tra …
Read More »Raat bhi neend bhi
Raat bhi neend bhi kahani bhi Haae kya cheez hai jawani bhi
Read More »Ik fursat gunah mili
Ik fursat gunah mili woh bhi chaar din Dekhe hain hum ne hauslay parvar-digaar ke
Read More »