In lamhon ki yaadain sambhal ke rakhna Ham yaad tu ayen gey lekin lot ke nahi
Read More »Na kar bandya meri meri
Na kar bandya meri meri Na teri na meri Char dina da mela Dunya pher matti de dheri
Read More »Jee nahi karta hai ab rehne ko pakistan mein
Jee nahi karta hai ab rehne ko pakistan mein Koy mujh ko bahar nikalu is azaab jaan se Gandagi ka dhair jagah jagah mojood hai Niklny ka dil nahi karta bahar imaan se Tooti sarkain ja baja mun chiratti hain Koy zimma daari nahi laita koy jaye jaan se Bijli pani dainay se yeh aajiz hain qoum ko Par vote …
Read More »Barish hui tu ghar ke
Barish hui tu ghar ke darechy se lag ke ham Chup chap sogwaar tumhain sochty rahy
Read More »aankh mein aankh daal dekha hai
aankh mein aankh daal dekha hai mein ne sara jamal dekha hai teri yaado ke aik lamhay mein mein ne guzarta saal dekha hai koi uss ke siwa na rehta ho uss ne dil tak nikaal dekha hai mein hon, tum ho aur dhair baatein hain kitna acha khayaal dekha hai sada rehne nahi yeh takhat o taaj urooj ne …
Read More »Jin ko soraj meri chokhat
Jin ko soraj meri chokhat se mila karta tha Ab wo kheraat main dete hain ujaly mujh ko
Read More »Bachpan ki waadi main
Kaash main lot jaon bachpan ki waadi main Na koi zarorat thi, Na koi zarori tha
Read More »Ajeeb Si Ik Be Dili Rahi By Jon Elia
Kal Dophar Ajeeb Si Ik Be Dili Rahi Bas Telian Jala Ke Bhujata Raha Hoon Mein
Read More »Hamein jo zabt ka haasil kamaal ho jaye
Hamein jo zabt ka haasil kamaal ho jaye Hamara ishq bhi jannat-e misaal ho jaye Suna hai tum ko saleeqa hai zakham bharnay ka Hamaray ghaao ka bhi indimaal ho jaye Zara si uss ke royie mein gir kami dekhen Terhan terhan ka hamein ihtimal ho jaye Chala tha khokhli karne jarrain watan ki jo Gaya hai munh ki woh …
Read More »Tairay deyaar qurbat ka woh zamana
Tairay deyaar qurbat ka woh zamana yaad aata hai Mein ro parta hon jab guzra zamana yaad aata hai Reh reh kar yaad atay hain woh naz o andaaz tairay Woh tera daur se dekh kar muskurana yaad aata hai Tairay rukh mehtaab ko dekhnay ke liye kharray rehna Woh tera paas aana aanchal yun hi guzar jana yaad aata …
Read More »